May 13, 2008

– mukaddar Ishq ka-

Mukadar ishq ka to na khuda likhta na hi ise banata
dastaan ye to dil ki hai jahaan aaj na wo khud basta
insaf ishq ka kaun sa khuda karega aur apni shamat kaun layega
na bakshi hai ishq ne kisi khuda ko, to kyon koi ise aaj apnayega